*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙*17th Zee-qada, 1439 Hijri*
☀*31st July, 2018*
"1"Jis ne subah (yaani fajar) ki namaaz ada ki, woh ALLAAH ki hifaazat mein hai.""{Muslim:1493}"
"2Taaqat ke baa wajood gussa pi jaane waale shakhs ko ALLAAH Ta'ala qayaamat ke din tamaam makhlooq ke saamne bula kar ikhtiyaar denge ke woh jis hoor ko chaahe use apne liye pasand kar le.""{Abu daaood:4777}"
"3"Haya imaan ki ek shaakh hai (ya imaan ka samra hai) aur imaan ka maqaam jannat hai.""{Tirmizi:2009}"
Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (213rd day)
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.