┐✭ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ ✭┌
╭•◆FAZAILE RAMZAN◆•╮
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
▓▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▓
~ ⊙ PART-12 ⊙ ~
﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏
┌✭• Iss Mahina Ke Teen Hisse Hai
Iss Mahina Ka Pehla Hissa Rahmat ka He Yaani Haq Taala Shanuh Ka Inaam Mutwajjeh hota he, Aur Yah Rahmate Aammah Sab Musalmano ke liye Hoti he, iske Baad Jo iska shukr Adar Karte he unke liye Rahmat Me Izafa Hota He
Aur Iske Baad Darmiyani Hissa Magfirat Sharu Ho Jaati he iss liye ke Rozah Ka Kuch Hissa Guzar Chuka He Iska Muawaza aur Ikram Magfirat ke Sath Sharu ho jaata he aur
aakhri Hisaa To Bilkul Aag Se Khalaso He Hi Aur Bahot si Hadis Me Aag se Khalasi Ki Bashrate Warid Hui he
⚀•RєԲ:➻┐
↳ [ Fazaile Ramzan : 12 ]
▦══─────────────══▦
↳ Next -13 in sha Allah ta’ala,
✭
╔┅┅┐
◉ ⚀⊙:➻┐
📃→ pαdhє
📿→ αmαl kαrє
👥→ duѕrσ tαk pαhσchαчє
╚═════▤▤▤▤▤▤▤◉┅┄╮
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.