💜Hazrate Abu Umama ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻲ ﻋﻨﻪ se ravayat hai ki Rasool Allah ﷺ ne irshad farmaya
👉Jis shakhs ne rahem kiya agar zibah kiye jaane waale jaanwar par hi ho, ALLAH taala qayamat ke din uspar rahem farmayega.
📙 Tabraani
💜Hazrat Anas ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻲ ﻋﻨﻪ se ravayat hai ki Nabi e Kareem ﷺ ne farmaya
👉Musalman Koi darakht(Tree) lagata hai ya khet bota hai aur usse Koi insaan ya parinda faida hasil krta hai to vo uske liye sadqa ban jaata hai .
📙 Bukhari Shareef :2/889
👏🏻 ALLAH taala humko raham krne ki taufeek ata kre

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.