👉Hazrate sayeduna zareer bin Abdullah ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻲ ﻋﻨﻪ se ravayat hai ki Rasool Allah ﷺ ne Humse farmaya
👉🏿Mai tumhare saamne suratul takaasur padhta hu tum me se Jo royega vo jannat me daakhil hoga. Cunanche Sarkare Madina ﷺ ne use padha. Hum me se kuch to roye aur kuch na roye. Jo nahi ro sake the unhone arz ki Ya Rasool Allah ﷺ hum ne rone ki koshish ki magar na ro sake. Sarkare naamdaar ﷺ ne farmaya : Mai Tumhare saamne ise dobara padhta hu Jo royega, uske liye jannat hogi aur Jo na ro sake vo rone jaisi shakal hi Bana le.👈
📙 Nawaadirul Usool Hissa 1. Page no 611 Hadees no 862
👏🏻 ALLAH taala hume ilm e deen hasil krne aur uspar amal krne ki taufeek ata kre .
📙 Nawaadirul Usool Hissa 1. Page no 611 Hadees no 862
👏🏻 ALLAH taala hume ilm e deen hasil krne aur uspar amal krne ki taufeek ata kre .
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.