🌹Hazrat Abu Zar ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻲ ﻋﻨﻪ se ravayat hai ki mujhe mere habeeb e labeeb ﷺ ne chand achi cheezo ki vasiyat farmayi aur vo Ye hai :
👉1) Mai apne se upar waale ko nahi balki neeche waale ko dekhu.
👉2) Mai yateemo se muhabbat rakhu, unse kareeb rahu.
👉3) Mai Sila e Rehmi karu agarche Rishtedaar peet fer jaaye.
👉4) Mai ALLAH taala ke mamle me kisise na daru.
👉5) Sacchi bat agarche talkh ho Mai kehta rahu
👈6) لا حَوْلَ وَلا قُوَّةَ إلاّ بِاللهِ الْعَليِّ الْعَظيمِ
Kasrat se padhta rahu kyuki Ye jannat ke khazaane me se Ek khazaana hai.
📙 Attargeeb vattarheeb: 2/280
👏🏻 ALLAH taala hum sabko in vasiyat pe amal krne ki taufeek ata kre.

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.