A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 18th July, 2026
1st Safar, 1448 Hijri
"1" (Kisi ka haq na roko) suyi aur dhaaga (bhi) ada kar do aur khayaanat (betrayal) se bachte raho, kyun ke khayaanat karna qayaamat ke din zillat wa ruswaayi ka sabab hai."{Musnad-e-ahmad:22714}
"2" Aapas mein ehsaan karna mat bhoolo , jo amal bhi tum kar rahe ho, ALLAAH yaqeenan use dekh raha hai."{Sura-e-baqarah:237}
"3" Khushdili bhi ALLAAH Ta'ala ki ne'maton mein se hai."{Ibne maaja:2141}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars ( 333rd day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.





.jpg)


No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.