Islamic Quiz: Neeche diye gayee fazilaton ko unke Azkar se milan kijiye
Neeche diye gayee fazilaton ko unke Azkar se milan kijiye
A. Salatul Khalaeeq
B. Allah ne jisko apne farishto ke liye aur bando ke liye chun liya
C. Zameen aur aasman ke khala ko bharne wala
D. Afzal Zikr
E. Jiski wajah se makhluq ko rizq diya jata hai
F. Allah subhanahu ko sabse zyada pasand
G. Jiska sawab likhne ke liye farishte daud padhte hain
H. Rabbi zidni ilman
------------
1. SubhanAllah
2. Alhamdulillah
3. La ilaha illAllah
4. Allahu Akbar
5. La hawla wa la Quwwata illa billah
6. SubhanAllahi wa bihamdihi
7. SubhanAllah walhamdulillah wa la ilaha illAllah wallahu Akbar
8. Inmein se koi nahi
*💐✅ Sahih Jawab : 16 43 678💐✅*
1.✦ Hazrat Ibn Umar Radi Allahu Anhu se riwayat hai SubhanAllah Salatul
Khalaeeq (صَلَاةُ الْخَلَائِقِ) hai yani makhluq ki ibadat hai,
Alhamdulillah kalma e shukar hai Laa illaha IllAllah kalma e ikhlas hai
aur Allah hu Akbar zameen aur asman ke khala ko bhar deta hai
Mishkat ul Masabeeh- 2322-Sahih
----
2.✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Subhan
Allahi Wa bihamdihi Salatu Kulli Shayeen (صَلَاةُ كُلِّ شَيْءٍ) hai yani har
makhluq ki dua hai aur isee ke zariye sabko rizq diya jata hai
Al-Silsila-As-Sahiha 3130
----
3.✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam se pucha gaya ki kaunsa kalam
afzal hai to Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmya wo jo Allah subhanahu ne
apne farishto ke liye aur bando ke liye chun liya hai wo ye hai
SubhanAllahi wa Bihamdehi
Sahih Muslim, 6925
----
4. ✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Afzal Zikr La ilaha
illAllah hai aur afzal dua Alhamdulillah hai
Sunan ibn Majah, Jild 1, 681-Hasan
----
5.✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah subhanahu ko
sabse zyada ye 4 kalme pasand hain SubhanAllah Wa Alhamdulillah Wa La ilaha
ilAllahu Wa Allahu Akbar.
Sahih Muslim, Jild 6, 5601
----
6.✦ Abdullah bin Umar radi Allahu anhu se rivayat hai ki hum log Rasool-Allah
Sal-Alalahu Alaihi Wasallam ke saath mashgul they ki us dauran ek shakhs ne
kaha
✦ Allahu Akbar kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa
Asila
Aap Sal-Alalahu Alaihi Wasallam ne farmaya kis shakhs ne ye kalimat padhe hain
us shakhs ne kaha ki maine padhe hain to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne
farmaya ki is kalme ke liye 12 farishte daud padhe (yani is kalme ko sunne ke
baad 12 farishte ne ye khwahish zahir ki ke is kalme ko wo baargah e ilahi
mein pesh kare)
Sunan Nasaii, Jild 1, 888-Sahih
English Translation
*Match the following virtue with their Azkar*
A. Salatul Khalaeeq
B. Chosen by Allah for His Angels and His servants
C. Fill the gap between earth and the heaven
D. The best of remembrance
E. By it the creation is given its provision
F. The dearest phrases to Allah
G. Angels rush to take these words up near Allah
H. Rabbi zidni ilman (Oh Allah increase myknowledge)
------------
1. SubhanAllah
2. Alhamdulillah
3. La ilaha illAllah
4. Allahu Akbar
5. La hawla wa la Quwwata illa billah
6. SubhanAllahi wa bihamdihi
7. SubhanAllah walhamdulillah wa la ilaha illAllah wallahu Akbar
8. None of the above
*💐✅ Answer : 16 43 678💐✅*
------
1.✦ Narrated by Ibn Umar Radi Allahu Anhu that SubhanAllah is the
Salatul Khalaeeq صَلَاةُ الْخَلَائِقِ) it means its a worship of creations,
and saying Alhamdulillah is the word of thanks and Laa illaha IllAllah
is the word of sincerity and Allahu Akabr fill the gap between earth
Mishkat ul Masabeeh- 2322-Sahih
----
2.✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Subhana Allaahi
wa bihamdihi is a supplication for everything, and by it thecreation is
given its provision
Al Silsila As Sahiha, 3130
----
3.✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam was asked which words are
the best. Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said Those which are chosen
by Allah for His Angels and His servants (and the words are) SubhanAllahi Wa
Bihamdehi
Sahih Muslim, 6586
----
4.✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam said The best of remembrance is La
ilaha illallah (None has the right to be worshipped but Allah), and the best
of supplication is Al-Hamdu Lillah (praise is to Allah)
Sunan ibn maja, Book 33, 3800-Hasan
----
5.✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam said "The dearest phrases to Allah
are four: Subhan Allah (Glory be to Allah), Al-Hamdulillah (Praise be to
Allah), La ilaha illa-Allah (There is no God but Allah), Allahu Akbar (Allah
is Greatest)
Sahih Muslim,Book 25, Hadith 5329
----
6.✦ It was narrated from Abdullah bin Umar that: A man stood behind the
Rasool-Allah Sal-Alalahu Alaihi Wasallam and said:
✦ Allahu Akbar kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan
Wa-Asila
Rasool-Allah Sal-Alalahu Alaihi Wasallam said: "Who spoke these words?"
A man said: "I did, Rasool-Allah Sal-Alalahu Alaihi Wasallam said Twelve
angels rushed (to take these words up near Allah).
Sunan Nasaii, Book 11, 886-Sahih
source URL
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.