*A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem*
*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
☀ *4th October, 2020*
🌙 *16th Safar, 1440 Hijri*
"1" Qayaamat ke din sab se pehle bande se namaaz ke baare mein poocha jaayega, agar namaaz durust hogi toh us ke saare aamaal durust honge aur agar namaaz kharaab hogi toh saare aamaal kharaab honge."(Tabraani Ausat:1859)
"2" Allah ki Nazar mein sab se achchha ghar woh hai jis mein koi yateem izzat ke saath rehta ho."(Tabraani kabeer:13434)
"3" Jo shakhs logon ka shukr ada na kare, woh Allah ka bhi shukr ada karne waala nahein ho Sakta."(Tirmizi:1954).
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (56th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
☀ *4th October, 2020*
🌙 *16th Safar, 1440 Hijri*
"1" Qayaamat ke din sab se pehle bande se namaaz ke baare mein poocha jaayega, agar namaaz durust hogi toh us ke saare aamaal durust honge aur agar namaaz kharaab hogi toh saare aamaal kharaab honge."(Tabraani Ausat:1859)
"3" Jo shakhs logon ka shukr ada na kare, woh Allah ka bhi shukr ada karne waala nahein ho Sakta."(Tirmizi:1954).
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (56th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.