*A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem*
*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
☀ *20th September, 2020*
🌙🗓 *2nd Safar, 1440 Hijri*
1 Jo shakhs bhooka ho, ya us Ko koi aur zaroorat ho aur woh apni bhook aur us zaroorat Ko logon se chupaaye rakhe (un ke saamne zaahir kar ke un se na maange) to *Allah Ta'ala* ke zimme hai ke us Ko halaal tareeqe se ek saal ki rozi ata farmaaye."(Sho'abul Imaan:10054)
2 Jo jawaan bhi kisi boodhe shakhs ki budhaape ki wajah se izzat karta hai, toh *Allah Ta'ala* us jawaan ke budhaape ke waqt kisi aise shakhs Ko mutayyan kar deta hai jo us ki izzat karta hai."(Tirmizi:2022)*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
☀ *20th September, 2020*
🌙🗓 *2nd Safar, 1440 Hijri*
1 Jo shakhs bhooka ho, ya us Ko koi aur zaroorat ho aur woh apni bhook aur us zaroorat Ko logon se chupaaye rakhe (un ke saamne zaahir kar ke un se na maange) to *Allah Ta'ala* ke zimme hai ke us Ko halaal tareeqe se ek saal ki rozi ata farmaaye."(Sho'abul Imaan:10054)
3. Ba-jamaat namaaz ada karna akele namaaz padhne ke muqaable mein 27 darja ziyaada fazeelat rakhta hai."(Bukhari:654)
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (31st day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.