AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙*23rd Rajjab, 1440 Hijri*
☀ *19th March 2020*
"1" Insaan ko apni har zaroorat ALLAAH se maangni chaahiye yahaan tak ke namak, aur agar joote ki patti bhi toot jaaye, toh ALLAAH hi se maange."{Tirmizi:3604}
"2" Raaste par baithhne ka haq yeh hai ke nigaah neechi rakho, salaam ka jawaab do, neki ka hukm karo aur bure kaamon se roko."{Bukhaari:2465}
"3" Jhoot se bacho, chaahe us mein kaamyaabi nazar aaye,kyun ke jhoot mein bahar haal barbaadi hai."{Kanzul ummaal:6856}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAAM.*

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.