TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Thursday, May 9, 2019

Daily Quran Hadees-3rd Ramazan 1440, Hijri-9th May 2019

AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

☀ *9th Many, 2019*
🌙🗓 *3rd Ramazan, 1440 Hijri*

"1"  Jo shakhs haraam tareeqe (sood(interest), rishwat wagaira) se maal jama kar ke sadqa kare, us ko us sadqe ka koi sawaab nahi milega, balke us haraam kamaayi ka wabaal us par hai."{Mustadrak:1440}

"2" Apni jawaani ki qadr karo budhaapa aane se pahle."{Mustadrak:7846}


"3" Behtareen ghar woh hai, jis mein koi yateem ho aur us ke saath achchha bartaao kiya jaaye."{Ibne maaja:3679}

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (73rd day)_





*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.