Bismillahirrahmanirrahim
*Mafhum-e-Hadith : Allah subhanahu 60 saal se upar wale logo ka koi bahana qubul nahi farmayega*
💞💞💞-----------------💞💞💞
🥀 Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah subhanahu ne us insan ke liye uzar(excuse,bahana) ke silsile mein hujjat tamam kar di hai jiski maut ko usne rok kar rakha yaha tak ki wo 60 saal ki umar ko pahuch gaya
(yani kisi insan ki umar 60 ki ho gayee to phir Allah subhanahu ke waha uska koi bahana nahi chalega kyunki Allah subhanahu ne usko neki karne aur gunah se bachne ke liye 60 saal ata kar diye)
📚Sahih Bukhari,Jild 7,6419
-------------
🥀نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا اللہ تعالیٰ نے اس آدمی کے عذر کے سلسلے میں حجت تمام کر دی جس کی موت کو مؤخر کیا یہا ں تک کہ وہ ساٹھ سال کی عمر کو پہنچ گیا
📚صحیح بخاری جلد٧ حدیث ٦٤١٩
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.