★
┐✭ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ ✭┌
*╭•••❐KARZ KA WABAL❐•••╮*
*↶ ❖ PART-10 ❖ ↷*
╭❐╮
☛2) Karz Jitna lauta sake itna hi le kyu Ke Hamare pass Kharch ka Limit hi NaHi hoti he
☛3) Ghar par Shadi aa Gayi Aur Uske ke Liye Karz Ab Sidhi saadi Shadi Karni hoti he Yaha Paise NaHi Aur Karne lagega bade bade kharche, koi kahega Bhai Yeh sab Kyu kar Raha he NaHi Karege to Chalega bolega Samaaj Me Rehna Padta he, is Chakkar me Bada Fasta He, Kahi yeh samaj society wala nahi aate Karz Ada karne Insan Aaj Iss Tarah Fasta he
koi hota he Car, Bike lene ke liye Karz leta he Agar Aapke pass Intzam NaHi to Uske liye bhi Koi Zaruri NaHi le Karz le Logo me Aaj Yahi Chiz Bahot paayi jaati he Ke Moj Shokh Karne ke liye Karz leta he Chalo Bimari aa Gayi Hospital Ka Kharcha aa Gaya To Baat samaj me aaye
Agar Bahot Zarurat ho Tohi he Karz le Aaj Yeh Bimari Bahar ke Desho me Bahot he Iski aadat me Karz le le kar Itna Karz le Liya he Ke uski aane wali nasl Bhi iska Karz NaHi chuka Sakti Bachho ko Wirasat me jaaydad ki Jagah Karz Diya jaa Raha
╥
┃
┗━⇝🗂ʀєғєʀєռcє⇝•┐
┄─━━━━□▤□━━━━─┄
*⇲Next Part Continue in sha Allah*
★
╔┅┅┐
◉ ⚀⊙:➻┐
📃→ *_pαdhє_*
📿→ *_αmαl kαrє_*
👥→ *_duѕrσ tαk pαhσchαчє_*
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.