┐✭ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ ✭┌
╭•••❐KARZ KA WABAL❐•••╮
↶ ❖ PART-13 ❖ ↷
╭❐╮
Hazrat Mohammad bin Jahsh Razi Allahu Taala Anhu se rivayat hai ki Ham Rasool’Allah SalLallahu Alaihi wasallam ke paas baithe hue the ke Rasool’Allah SalLallahu alaihi wasallam ne apna chehra mubarak aasman ki taraf uthaya aur fir apni hatheli apni peshani par rakhi aur farmane lage:
SubhanAllah kitni sakhti aur tashdeed (strict issue) nazil ki gayi hai..
To ham khamosh rahe aur sahem gaye aur jab dusre din maine Rasool’Allah SalLallahu Alaihi wasallam se daryaft kiya ke aye Allah Ke Rasool Sallallahu Aalaihi wasallam wo kaun si sakhti aur tashdeed(strict issue) thi❓
Us zaat ki Kasam jiske hath me meri jaan hai! Agar koi shaks Allah ki raah me Qatl kar diya jaaye fir use zinda kiya jaye aur fir Qatl kar diya jaaye aur fir zinda kiya jaye aur fir Qatl kar diya jaye aur uspar Qarz hoto wo jannat me dakhil nahi hoga jabtak ke uska Qarz ada na kar diya jaaye”
╥
┃
┗━⇝🗂ʀєғєʀєռcє⇝•┐
Sunan Nasai :4684 ┄─━━━━□▤□━━━━─┄
⇲Next Part Continue in sha Allah
★
╔┅┅┐
◉ ⚀⊙:➻┐
📃→ pαdhє
📿→ αmαl kαrє
👥→ duѕrσ tαk pαhσchαчє
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.