TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Tuesday, September 11, 2018

Daily Quran Hadees-30th Zilhajja-1439 Hijri-11th Sep 2018

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh


Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

🌙30th Zilhajja, 1439 Hijri
☀11th September, 2018

"1" Allah ki qasam ! Duniya aakhirat ke muqaable mein itni si hai,ke tum mein se koi apni ungli Samandar mein daale, phir nikaale aur dekhe ke us ungli par kitna Paani Laga hai.""(Muslim:7376)"

"2" Maan baap ke saath achchha sulook karo,aur rishtedaaron, Yateemon,miskeenon, qareeb waale padoosi, door waale padoosi, paas baithhne (ya khade rehne) waale shakhs,musaafir aur Apne gulaam baandiyon ke saath (achchha bartaao karo).""(Sura-e-Nisa:36)"

"3" Jo shakhs haraam maal ko Apne peechhe (waarison ke liye) Chhodta hai, to woh us ke liye jahannam ka tosha hi hota hai.""(Musnad-e-Ahmad:3672)"

Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (255th day)

Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.




No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.