AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙28th Zilhajja, 1439 Hijri
☀8th September, 2018
"1"Jis shakhs Ko yeh baat pasand ho ke *Allah Ta'ala* use qayaamat ke din ki pareshaaniyon se najaat de, toh woh faqeer aur tangdast logon Ko (qarz ki adaayegi mein) mohlat de ya maaf kar de.""(Muslim:4083)"
"2"Apne rishtedaaron ke saath achchha sulook karo, agarche woh tum se munh modein.""(Musnad-e-Ahmad:17334)"
"3"Khushkhabri hai us aadmi ke liye jis ki kamaayi halaal aur paakeeza hai.""(mo'ajame kabeer:4615)"
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (252nd day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
"1"Jis shakhs Ko yeh baat pasand ho ke *Allah Ta'ala* use qayaamat ke din ki pareshaaniyon se najaat de, toh woh faqeer aur tangdast logon Ko (qarz ki adaayegi mein) mohlat de ya maaf kar de.""(Muslim:4083)"
"3"Khushkhabri hai us aadmi ke liye jis ki kamaayi halaal aur paakeeza hai.""(mo'ajame kabeer:4615)"
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (252nd day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.