AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙23rd Zilhajja, 1439 Hijri
☀4th September, 2018
1⃣ Yeh bahot hi khayaanat(gunaah) hai ke tum Apne bhai se koi jhooti baat bayaan karo, aur woh tum ko us bayaan mein sachcha samajhta ho. AbuDaawood: 4971}2
2⃣ Hazrat *Muhammad ﷺ*ne khane mein kabhi bhi aib nahi lagaaya; agar chaahte toh us Ko kha lete aur agar na- pasand hota toh chod dete. _Bukhari: 5409}1
3⃣ Woh shakhs ham mein se nahein hai, jo chhoton par shafqat na kare aur badon ka adab na kare. Tirmizi: 1919
Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (248th day)
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
2⃣ Hazrat *Muhammad ﷺ*ne khane mein kabhi bhi aib nahi lagaaya; agar chaahte toh us Ko kha lete aur agar na- pasand hota toh chod dete. _Bukhari: 5409}1
3⃣ Woh shakhs ham mein se nahein hai, jo chhoton par shafqat na kare aur badon ka adab na kare. Tirmizi: 1919
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.