TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Tuesday, September 4, 2018

Aaj Ki Hadees-Jo do thandi Namaazein padhta hai


🌷  ▫  *Aaj Ki Hadees*  ▫  🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hazrat Abu Musa Raziyallahu Anhu riwaayat farmaate hain ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jo do thandi Namaazein padhta hai wo jannat mein daakhil hoga. (Bukhari: 574)

✺ Faida: Do thandi Namazon se muraad fajr aur asar ki Namaz hai. Fajr thande waqt ke ikhtetaam per aur asar thandak ki ibteda per ada ki jaati hai. In dono Namazon ka khaas taur par isliye zikr farmaaya ke fajr ki Namaz neend ke ghalba ki wajah se aur asar ki Namaz karobaar ki mashghuliyat ki wajah se padhna mushkil hota hai lehaza in do Namazon ka ehtemaam karne waala yaqeenan baaqi teen Namazon ka bhi ehtemaam karega. (Mirqat)

 
 
       
   
🌷▫ *Hadith of the Day* ▫🌷

🍁 'Irbadh ibne-Sariyah Radiyallahu 'anhu narrates that Rasullullah SallaIlahu 'alaihi wasallam used to pray for forgiveness three times for the first row and once for the second row. (Ibn Majah: 996)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
📲 *Download App* - Goo.gl/mg4455

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.