TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Saturday, September 29, 2018

Daily Quran Hadees-18th Moharram, 1440 Hijri-29th Sep 2018

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh


Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

🌙 18th Moharram, 1440 Hijri
☀ 29th September, 2018


"1"Hazrat Muhammad peene waali cheezon ko 3 saans mein peete the aur farmaate the : Aisa karne se itminaan ho jaata hain, takleef aur beemaari se hifazat hoti hai aur woh (pee hui) cheez khoob hazam hoti hain. (Muslim:5402)"

"2"(Qayaamat ke din momin ki) Taraazu mein achchhe akhlaaq se bhaari koi cheez na hogi. (Abu-dawood:4799)"

"3""Jis shakhs ko qasam khaana ho to use chaahiye ke woh ALLAAH (ke naam ya us ki sifaat) ki qasam khaaye ya chup rahe. (Buqari:6646)"

Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (273rd day)


Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.





No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.