TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Monday, September 24, 2018

Daily Quran Hadees-13th Moharram, 1440 Hijri-24th Sep 2018

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh


Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

🌙 13th Moharram, 1440 Hijri
☀ 24th September, 2018


"1"Hazrat محمد ﷺ ne aise logon ki da'awat khaane se mana farmaaya hai jo apni Shaan oonchi dikhaane ke liye khilaate hain.""(Abu Dawood:3754)"

"2"3 Cheezein aadmi Ko halaak karne waali hain: (1) Nafs ki khwahishaat par chalna, (2) Laalach wa kanjoosi Ko aadat bana lena., (3) Aadmi ka khud Ko behtar samajhna, aur yeh aadat in teenon mein bad tareen aadat hai.""(Sho'abul Imaan:7252)"

"3"Shak wa shuba waali cheez Ko chhod kar gair Shak wa shuba waali cheez Ko ikhtiyaar karo, is liye ke sachchaai mein itminaan hai aur jhoot mein Shak wa shuba hai.""(Tirmizi:2518)"
 
 
       
   

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (268th day)_


*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*




 
 
       
   

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.