AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
*********************************
🌙 10th Moharram, 1440 Hijri
☀ 21st September, 2018
*********************************
"1" Jo shakhs (Duniya mein) kisi kaam Ko shohrat Dene ke liye karega, toh Allah Ta'ala qayaamat ke din (us ke us aib ko) sab ke saamne mashhoor kar dega.""(Bukhari:7152)"
"2" Tum apne kisi bhai se jhagda na karo aur na us se mazaaq karo (Jis se us Ko takleef ho) aur us se aisa waada na karo Jis Ko poora na kar Sako.""(Tirmizi:1995)"
"3" Huzoor ï·º ne na kabhi apni biwi Ko maara aur na hi kabhi apne kisi Khaadim Ko.""(Ibne Maaja:1984)"
Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (265th day)
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.