TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Saturday, August 4, 2018

Quran Hadees-th 21st Zee-qada, 1439 hijri-4th-August-2018

*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh*

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*

🌙*21st Zee-qada, 1439 Hijri*
☀*4th August, 2018*

"1" Jo shakhs yeh chaahe ke (qayaamat ke din) us ka naama-e-aamaal us ko khush kar de, toh use chaahiye ke ziyaada se ziyaada istigfaar karta rahe.""{Tabrani ausat:839}"

"2" Khush naseeb hai woh shakhs jo doosron se naseehat haasil kare.""{Ibne maaja:46}"

"3" Jo khaamosh raha, woh najaat pa gaya.""{Tirmizi:2501}"

Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (217th day)

Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.




No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.