🌷*Aaj Ki Hadees*🌷
🍁 Hadees: Hazrat Ibn Abbas (Raziyallahu 'anhuma) se riwaayat hai ke Rasullullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Meri taraf nisbat karke Hadees bayaan karne mein ehtiyaat karo. Sirf usi Hadees ko bayan karo jiska hadees hona tumhe maloom ho. Jis shakhs ne jaan boojhkar meri taraf ghalat hadees mansoob ki use apna thikaana dozakh mein banalena chaahiye. Jis ne Qur'an-E-Kareem ki tafseer mein apni raaye se kuch kaha use apna thikaana dozakh mein bana lena chaahiye. (Tirmizi: 2951)
🌷*Hadith of the Day*🌷
🍁 Hadith: Mu'awiyah ibn Hidah Radiyallahu 'anhu narrates: I heard Nabi ﷺ saying: Woe to him who says something false just to make people laugh; woe to him, woe to him. (Tirmidhi: 2315)
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.