TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Saturday, August 11, 2018

Daily Quran Hadees-29th Zee-qada-1439 Hijri-11th August 2018

*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh*

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

🌙*29th Zee-qada, 1439 Hijri*
☀*11th August, 2018*

"1" Logon par ek zamaana aisa aane waala hai, jis mein aadmi ko yeh bhi parwaah na rahegi ke jo maal woh le raha hai woh haraam hai ya halaal.""{Bukhaari:2059}"

"2"ALLAAH Ta'ala maan baap ki khidmat wa farmaanbardaari aur un ke saath achchha sulook karne ki wajah se aadmi ki umr badha (barkat ) deta hai.""{Kanzul ummaal:45467}"

"2"Har insaan gunehgaar hai aur behtareen gunehgaar woh hain, jo apne gunaahon se tauba karne waale hain.""{Tirmizi:2499}"

Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (224th day)

Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.




No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.