AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙19th Zilhajja, 1439 Hijri
☀31st August, 2018
"1"Allah Ta'ala aakhirat ke iraade par duniya deta hai aur duniya ke iraade par aakhirat nahi deta.""{-Kanzul-a'maal:7240}"
"2"Allah Ta'ala* ne tijaarat Ko halaal aur Sood(interest) Ko haram qaraar diya hai.""{Sura-e-Baqarah:275}"
"3"Jo shakhs logon se maal le aur zaaye karne ka iraada rakhta ho to ALLAAH us ke maal ko zaaye kar deta hai.""{Bukhaari:2387}"
Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (244th day)
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
"1"Allah Ta'ala aakhirat ke iraade par duniya deta hai aur duniya ke iraade par aakhirat nahi deta.""{-Kanzul-a'maal:7240}"
"2"Allah Ta'ala* ne tijaarat Ko halaal aur Sood(interest) Ko haram qaraar diya hai.""{Sura-e-Baqarah:275}"
Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (244th day)
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.