AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙17th Zilhajja, 1439 Hijri
☀29th August, 2018
"1"Aadmi do cheezon ko na pasand karta hai, (haalaanke dono us ke liye behter hain) ek Maut ko, halaanke Maut momin ke liye fitnon se bachaao hai, doosra MAAL ki kami ko, halaanke jitna maal kam hoga utna hi hisaab kam hoga."" (Masnad-e-Ahmed: 23625)"
"2"Woh Musalmaan jis ki (logon ko) maa'f karne ki aa'dat thi, woh Jannat me jaane ka haqdaar hain."" (Kanzul-a'maal: 7015)"
"3"Tangi aur khush haali dono haalatau me, ALLAH Ta'ala se daro."" (Kanzul a'maal: 5628)"
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (242nd day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.