A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 11th July, 2026
25th Muharram, 1448 Hijri
25th Muharram, 1448 Hijri
"1" Baap jannat ka ek darmiyaani darwaaza hai, ab tum chaaho toh (baap ki na farmaani kar ke) us ko barbaad kar do, ya (baap ki farmaan-barbaadi kar ke)us ki hifaazat kar lo."{Tirmizi:1900}
"2" Jis mein fahash ya sakht kalaami ho woh us ko aibdaar bana deti hai aur jis mein haya ho woh us ko khoobsoorat bana deti hai."{Tirmizi:1974}
"3" Rasoolullahï·º ne hamein namaaz padhne , sadqa karne , paak daaman rehne aur sila rahmi karne ka hukm farmaaya hai."{Bukhaari:5980}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (326th day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.





.jpg)


No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.