AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙10th Zilhajja, 1439 Hijri
☀22nd August, 2018
1⃣ "Jis ne doosron ki koi aisi baat chup kar suni jis ko woh us se chupana chahte the, toh woh qayamat ke din aise shakhs ke kaan mein sheesha pigla kar daala jayega Tirmizi: 1751
2⃣ "Mubarak hain woh shakhs jo mutwaaze (aajizi karne wala) ho, us ki kamaai achchhi wa pakeezah ho, us ka baatin (dil) nek ho, us ka zaahir shareefana ho, log us ki buraii se mehfooz hon.Sho'bul imaan: 3388
3⃣ "Jab tum bimaar ke paas javo, to us se kaho ke woh tumhaare liye dua kare, kyon ke us ki dua farishton ki dua ki tarah (qabool hoti) hain Ibn-e-maja: 1441
Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (235th day)
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
1⃣ "Jis ne doosron ki koi aisi baat chup kar suni jis ko woh us se chupana chahte the, toh woh qayamat ke din aise shakhs ke kaan mein sheesha pigla kar daala jayega Tirmizi: 1751
3⃣ "Jab tum bimaar ke paas javo, to us se kaho ke woh tumhaare liye dua kare, kyon ke us ki dua farishton ki dua ki tarah (qabool hoti) hain Ibn-e-maja: 1441
Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (235th day)
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.