💢❄💢❄ ﷽ 💢❄💢
╂─────────────────╂
🕋 SAWALAAT-E-HAJJ 🕋
╂─────────────────╂
┗────┯ posт ղo☞13
✧⇝❥Ehram Ki Halat Me Gusl Ki Zarurat Ho Jaye To Kya Kare ??
★➻Agar Ehram Ke Darmyan Kisi Ko Ehtlam Ho Jaye, Ya Aurat Ayyam Se Paak Ho Aur Gusl Wajib Ho To Koi Muzaiqa Nahi , Gusl Kar Sakte Hai.
Sirf Ye Ehtiyat Rakhe Ke Khushbudar Saboon {Soap} Istimal Na Kare, Aur Sar Is Tarah Na Male Ke Baal Toot Jaye Aur Chehre Ko Towel Se Na Poche Take Chehre Par Kapda Na Lage.
Is Ehtyat Ke Saath Gusl Karne Me Koi Haraj Nahi.
✦➛🗂➻✦Mustafad Az Kitabul Fatawa 4/38
✧⇝❥Kya Hajj Umrah Karne Wale Apne Aur Dusre Ke Sar Ke Baal Ehraam Se Nikalte Waqt Kaat Sakte Hai.??
★➻Umrah Me Jab Tamam Arkan Ke Baad Safa Marwa Ki Saee Ke 7 Chakkar Pure Ho Jaye, Isi Tarah Hajj E Tamattu Me Jab Qurbani Ho Jaye To Ehram Se Nikalne Ke Liye Apne Baal Bhi Kaat Sakta Hai, Aur Jis Haji Ke Ye Tamam Arkaan Ho Gaye Hai Us Ke Bhi Baal Kaat Sakta Hai,
Lekin Ye Arkaan Ada Hone Se Pehle Na Kaat Sakta Hai Na Katwa Sakta Hai.
✦➛🗂➻✦Mustafad Az Kitabul Fatawa.
➻Koi masla agar samjh na aaye to mujhe persnol par msg kar ke puch sakte hai.
📮☞ Next Post Bhahut Jald In Sha Allah
💢❄💢❄💢❄💢❄💢
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.