TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Tuesday, July 31, 2018

Aaj Ki Hadees-Jab tum mein se kisi ko ghussa aaya aur wo

🌷*Aaj Ki Hadees*🌷

🍁 Hazrat Abu Zarr Raziyallahu 'anhu se riwaayat hai ke Rasullullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jab tum mein se kisi ko ghussa aaye aur wo khada ho to usko chahiye ke baith jaye agar baithne se ghussa chala jaye (to theek hai) warna usko chahiye ke lait jaye. (Abu Dawud: 4782)

✺ Faida: Hadees shareef ka matlab ye hai ke jis haalat ki tabdeeli se zehan ko sukoon mile us haalat ko ikhtiyaar karna chahiye taake ghussa ka nuqsaan kum se kum ho. baithne ki haalat mein khade hone se kam aur laitne mein baithne se kam nuqsaan ka imkaan hai. (Mazahir-e-Haq)

🌷*Hadith of the Day*🌷

 
 
       
   
🍁 Hadith: 'Irbad ibn Sariyah Radiyallahu 'anhu narrates that one day Rasulullah Sallallahu 'alaihi wasallam after the morning Salat, gave us a profound heart rending sermon, causing the eyes to flow and the hearts to tremble. So a man said: Indeed this is a sermon of one bidding farewell! So what do you enjoin upon us, O Rasulallah? He replied: I enjoin you with Allah's Taqwa (fear and obedience) and to hear and obey those in authority, even if he be an Abyssinian slave! For verily whoever lives among you, shall see many disagreements. And I warn you to beware of innovations in Deen, for verily they are misguidance. So whoever among you sees those times, he must adhere steadfasdy to my Sunnah, and the Sunnah of my rightly guided Khulafa (successors). (Tirmidhi: 2676)

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.