🌷*Aaj Ki Hadees*🌷
🍁 Hazrat Ubai bin Ka'b (Raziyallahu Anhu) se riwayat hai ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Ek aadmi ka dusre ke saath bajamaat Namaz padhna uske akele Namaz padhne se afzal hai aur teen aadmiyon ka bajamaat Namaz padhna do aadmiyon ke bajamaat padhne se
afzal hai. Is tarha jamaat ki Namaz main
majmua jitna zyaada hoga itna hi Allah Ta'ala ko zyaada mehboob hai. (Abu Dawood: 554)
🌷*Hadith of the Day*🌷
🍁 Hadith: Abu Mas'ud Badri Radiyallahu 'anhu narrates that Rasullullah ﷺ said: Whoever guides others to do good, his reward is like the one who does it. (Abu Dawud: 5129)
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.