••═༻Quran Ka Tarjuma༺═••
┌┅┄┅✽•••❀❀❀•••✽┅┄┅┐
✽••Post No➛ 09••✽
└┅┄┅✽•••❀❀❀•••✽┅┄┅┘
❀ Para No-30 ❀
❍╍╍❨Surah Naziaat❩╍╍❍
✦⇝ Is Surah Me 46 Ayat Hai.
※⇝17 se 26 Ayat is Post Me Hain.
★⇝❥ SHURU KARTA HUN ALLAH KE NAAM SE JO BADE MEHARBAN,NIHAYAT REHAM WALE HAIN.,_
❶❼➻ Ki Tum Firaun Ke Paas Jao, Usne Badi Shararat Ikhtiyaar Ki Hai,
❶❽➻ So Usse 「Jakar」 Kaho Ki Kya Tujhko Is Baat Ki Khwaish Hai Ki To Durust Ho Jaye,,,?
❶❾➻ Aur 「Teri Durusti Ki Garaz Se」Mein Tujhko Tere Rab Ki Taraf 「Zaat Wo Sifaat Ki」Rehnomai Karon Tu To 「Ye Sunkar Usse」Darne Lage,,?
❷❶➻ Tu Us 「Firaun」 Ne Usko Jhutlaya Aur 「Uska」 Kehna Na Mana,
❷❷➻ Fir 「Musa Alaihis Salam Se」 Alag Hokar 「Unke Khilaaf」 Koshish Karne Laga,
❷❸➻ Aur 「Logon Ko」 Jama Kiya Fir 「Unke Samne」 Buland Awaaz Se Taqreer Ki,
❷❹➻ Aur Kaha Ki Mein Tumhara Alaa Rab Hun,
❷❺➻ So Allah Ta'Ala Ne Usko Akhirat Ke Aur Duniya Ke Azab Me Pakda,
❷❻➻ Beshaq 「Is Waqia Me」Aise Shaks Ke Liye Badi Ibrat Hai Jo Allah Ta'Ala Se Dare,
🗂 Tafseer Ibne Kaseer Jild 6,Safa 571. {sirf Tarjuma Likha Jaa Raha}
✿❀✿❀✿❀✿❀✿❀✿❀✿❀✿❀✿
→ Reα∂ αɳd ғσʀɯαʀd
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.