••═༻Quran Ka Tarjuma༺═••
┌┅┄┅✽•••❀❀❀•••✽┅┄┅┐
✽••Post No➛ 08••✽
└┅┄┅✽•••❀❀❀•••✽┅┄┅┘
❀ Para No-30 ❀
❍╍╍❨Surah Naziaat❩╍╍❍
✦⇝ Is Surah Me 46 Ayat Hai,08 se 16 Ayat is Post Me Hain.
★⇝❥ SHURU KARTA HUN ALLAH KE NAAM SE JO BADE MEHARBAN,NIHAYAT REHAM WALE HAIN.,_
❽➻ Bhahut Se Dil Us Din Dhadhak Rahe Honge,
❾➻ Unki Aankhe Sharam Ke Maare Jhuk Rahi Hongi,
❶⓿➻ Kahte Hain, Kya Hum Pahli Halat Me Fir Wapas Honge, {Pahli Se Muraad Maut Se Pahle Ki Zindagi Hai},
❶❶➻ Kya Jab Hum Bosida Hadiyan Ho Jayenge,
❶❷➻ Fir {Zindagi Ki Taraf} Wapas Honge {Agar Aisa Hua Tu} Us Surat Me Ye Wapsi {Humare Liye} Bade Ghate Ki Cheez Hogi,
❶❸➻ Tu {Ye Samjh Le Ki Humko Kuch Mushkil Nahi, Balki} Bas Wo Ek Hee Sakht Awaaz Hogi,
❶❹➻ Jisse Log Fauran Hee Maidan Me Aa Maujod Honge,
❶❺➻ Kya Aapko Musa {Alaihis Salaam} Ka Qissa Pahuncha Hai,?
❶❻➻ Jabki Unko Unke Parwardigar Ne Ek Paak Maidan Tuwa Me {Ye Uska Naam Hai} Pukara,
Tafseer Ibne Kaseer Jild 6. {sirf Tarjuma Likha Jaa Raha}
🔖 Note 🔖
⇊⇊⇊⇊
❹➻ Fir Har Mamle ki tadbeer karte hain,
👆
Ye ayat no 4 kal bhool se reh gayi thi, Allah mujhe maaf kare.
Tadbeer {planing}
✿❀✿❀✿❀✿❀✿❀✿❀✿❀✿❀✿
👥→ Reα∂ αɳd ғσʀɯαʀd
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.