TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Thursday, June 28, 2018

Hajj Ke Fazail - Hajj Na Karne Per Waied

🏵🌸🏵🌸 ﷽🌸🏵🌸🏵

  ✿ 🕋 Hajj Ke FazaiL 🕋 ✿
               
              🌸 posт ղo☞05 🌸
               ─━──✿───✿──━─

✧⇝❥Hajj Na Karne Per Waied_

✦⇝ Hazrat Abu Umama Raziyallahu Anhu Se Rivayat Hai Ke Huzoor Aqdas Sallallahu Alaihivasallam Ne Irshad Farmaya, 

Jis Shakhs Ko Koi Bhahut Majboori ( Maslan Tangdasti ) Ya Safar Se Rokne Wala Koi Marz Ya Sahibe Hukumat Zaalim Hajj Ko Jane Se Na Roke Aur Fir Bhi Hajj Na Kare To Use Chahiye K Chaahe To Yahoodi Ho Kar Mar Jaye Aur Chahe To Nasraani Ho Kar Mar Jaye _,"

✦➛📗┒✦Targeeb V Tarheeb An Bayhiqi ,

✦⇝ Kaisi Badi Wa'Ied Hai , Hajj Ka Intezam Hote Hue Bhi Hajj Na Karne Per Yahoodi Ya Isaai Hone Ki Haalat Me Mar Jane Ki Waied Sunayi Hai , Bhahut Se Mard Aur Aurat Per Hajj Farz Hota Hai Lekin Duniya Ke Dhandho Aur Aulaad Ki Shadiyon Ke Jhamele Ko Bahana Banaye Rehte Hain Aur Hajj Ka Iraada Hee Nahi Karte ,Fir Baaz Martaba Raqam Khatm Ho Jati Hai Ya Maut Aa Jati Hai Aur Zindgi Bhar Hajj Naseeb Nahi Hota Aur Sakht Gunahgaar Ho Kar Mar Jate Hain ,

               →🌸pαdhє🌸
  →🏵duѕrσ tαk pαhσchαчє🏵

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.