┐✭ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ ✭┌
─━━━━━━▤⊙▤━━━━━━─
*RAMZAN KA MUSLAMAN*
─━━━━━━▤⊙▤━━━━━━─
*↶ ❖ PART↝04 ❖ ↷*
↷
┌◆↷ *RAMZAN AUR NAMAZ*
★↷Ramzan ke Sharu me Dekha Jaata he masjide Bhari hui Hoti he, Fir Ek Ashara Bit ne baad Thodi khali ho Jaati he, Dusre Ashara ke baad Aur Khali tesra Ashara ke Baad aur Khali aur Jese Hi Eid Ka Chand Dikhayi Deta he Hamari masjide Viran ho jaati he jese Pehle Thi ke Chand Gine Chune Namazi Jo Pehle Padhte the Kya Namaz Sirf Ramzan me Farz he?
★↷Aur Jo Ramzan ke Muslaman The Woh dikhe Bandh ho jaate He Allah Hifazat Farmaye Ek Hadis me aata he Namaz ko Chhodne wale ko Kal Qayamat ke din Firon Haman ke sath uska Hashr Farnayege
★↷Abdullah ibne Umar Razi Allahu Anhu se riwayat Hain Ek din RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Namaz Ka Zikr Karte huye farmaya Jo Shaks iss ki pabandi karega to ye (Namaz) Uske liye Qayamat ke din roshni ,dalil aur Nijat Ka sabab ban jaegi aur Jo Shaks Namaz ki pabandi Nahi karega to wo Uske liye roshni, dalil aur Nijat Ka sabab Nahi banegi aur wo shaksh Qayamat ke din Qarun Firaun Haman aur Ubay ibn khalaf ke sath hoga
*⇲╰ReF╯↝[ Masnad Ahmed, Jild 3,2073-Sahih ]*
📃→ *_Pαdhє_*
→ *_Amαl Kαrє_*
👥→ *_Duѕrσ Tαk Pαhσchαчє_*
╚════▤▤▤▤▤▤▤◉┅┄╮
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.