┯━══◑━═━┉─○─┉━◐══┯
ﺑِﺴْـــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
┷━══◐━═━┉─○─┉━◑══┷
۞ A I T K A A F ۞
✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰
⚄ PART↬05 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Aitkaaf Ka Maqsad
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ Hazrat Aayesha Raziyallahu Anha farmati he’n k Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam Ramzan ke Aakhri ashre me Aitkaaf farmaya karte the aur farmaya karte the k,
” Laylatul Qadr ko Ramzan ki aakhri Raato me talaash kiya Karo, ”
® Sahih Bukhari, 1/270
⇨ Faayda: –
★ Aitkaaf se maqsood Laylatul Qadr ko pana he, Jiski fazilat hazaar mahino se zyada he,
⇨ Behtar to yahi he k aakhri ashre ki saari Raato me Bedari ka ahatmam karna chahiye, varna kam se kam Taaq Raato me ko to zarur ibaadat me guzaarna chahiye,
⚀•RєԲ:➻┐
Aitkaaf Course, 17
6,NEXT ,in sha Allah
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.