TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Monday, May 28, 2018

7 mohlik aur tabaahkun gunaahon se bacho

🌷*Aaj Ki Hadees*🌷

🍁 Rasullulah ﷺ ka irshaad hai: 7 mohlik aur tabaahkun gunaahon se bacho, Sahaaba (Raziyallahu Anhum) ne arz kiya: Ya Rasullulah! Woh kaun se 7 gunaah hain? Aap ne irshaad farmaaya:

1) Allah ke saath (us ki zaat ya sifaat ya af'aal mein kisi ko) shareek karna aur

2) Jaadu karna

3) Naahaq kisi aadmi ko qatl karna aur

4) Sood khaana, aur

5) Yateem ka maal khaana aur 

6) (Apni jaan bachaane ke liye) Jihaad mein Lashkar-e-Islam ka saath chhod kar bhaag jaana aur 

7) Allah ki paak daaman bholi bhaali bandiyon par zina ki tohmat lagaana.

✺ Reference: (Bukhari: 2766)

🌷*Hadith of the Day*🌷

🍁 Hadith: Abu Hurairah Radiyallahu 'anhu narrates that Rasulullah Sallallahu 'alaihi wasallam said: Verily there is a tree in Paradise that a rider, travelling under its shade for one hundred years, will not be able to cross it. Recite, if you wish: in shade long extended (Al-Waqi'a 56: 30). (Bukhari: 4881)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
⏩ *For Next Hadith* 👇
http://api.whatsapp.com/send?phone=+919640245164&text=D1

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.