*A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem*
*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙📅 *12th Jamadi-us-s'aani, 1439 Hijri*
☀📅 *1st March, 2018*
"1"ALLAAH ka naam le kar ek saath khaana khaao, us mein tumhaare liye barkat hogi.""{Abu daawood:3764}"
"2"Jo bhi bura amal karega , woh us ki saza paayega.""{Sura-e-nisaa:123}"
"3"Jis ne zahar kha khudkushi ki , us ke haath mein zahar hoga aur woh jahannam mein use hamesha khaata rahega.""{Bukhaari:5778}"
Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (61st day)
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*






.jpg)

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.