۩ DARJA – 1
Jis Ko Imam Bukhari Aur Imam Muslim, Dono Ne Riwayat Kiya Ho, Ise Mutaffik Alaihe Bhi Kaha Jata Hai.
۩ DARJA – 2
Jis Ko Sirf Imam Bukhari Ne Riwayat Kiya Ho.
۩ DARJA – 3
Jis Ko Sirf Imam Muslim Ne Riwayat Kiya Ho.
۩ DARJA – 4
Jis Ko Bukhari Aur Muslim Ki Shara’it Ke Mutabik Kisi Dusre Muhaddis Ne Riwayat Kiya Ho
۩ DARJA – 5
Jis Ko Sirf Bukhari Ki Shara’it Ke Mutabik Kisi Dusre Muhaddis Ne Riwayat Kiya Ho
۩ DARJA – 6
Jis Ko Sirf Imam Muslim Ki Shara’it Ke Mutabik Kisi Dusre Muhaddis Ne Riwayat Kiya Ho
۩ DARJA – 7
Jis Ko Sirf Imam Muslim Ki Shara’it Ke Mutabik Kisi Dusre Muhaddis Ne Sahih Samjha Ho.
JazaakALLAAHu Khairaa
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.