A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 23rd July, 2026
6th Safar, 1448 Hijri
"1" Jis shakhs ke dil mein Qur'aan ka koi hissa mehfooz na ho, woh weeraan ghar ki tarah hai."{Tirmizi:2913}
"2" Maan baap ko gaali dena bada gunaah hai."{Tirmizi:1902}
"3" Jo shakhs khaana kha kar shukr ada kare, woh sawaab mein us rozedaar ke baraabar hai, jis ne khaane se sabr kiya ho (na khaaya ho)."{Tirmizi:2486}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (338th day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.





.jpg)


No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.