A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 22nd May, 2026
4th Zilhajjah, 1447 Hijri
1 Tum logon ko jo kuch diya gaya hai, woh sirf dunyaavi zindagi ka saamaan
hai aur jo kuch (ajr-o-sawaab) ALLAAH ke paas hai, woh is (duniya) se
kaheein ziyaada behtar aur baaqi rehne waala hai."{Surah-e-shoora:36}
2 Rasoolullahï·º ne aurton jaisi shakl wa soorat aur libaas ikhtiyaar
karne waale mardon par laanat farmaayi hai."{Bukhaari:5885}
3 Hamesha sach bolo, chaahe us mein nuqsaan hi nazar aaye, kyun ke
sachchaayi mein najaat hai."{Kanzul ummaal:6856}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (276th day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.






.jpg)


No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.