Assalamalikum Wr Wbr

TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Friday, May 8, 2026

Daily Quran Hadees 20th Zeeqadah, 1447 Hijri ,8th May, 2026

A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh 

Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

☀ 8th May, 2026
20th Zee-qada, 1447 Hijri.


"1"  ALLAAH Ta'ala gaali-galoch aur be hayaayi ki baat karne waalon aur baazaar mein cheekh wa pukaar karne waalon ko pasand nahi farmaata."{Al adab-ul-mufrad:310}

"2" Tum mein sab se bure woh log hain jo chugliyaan karte hain, doston ke darmiyaan dushmani daalte hain, paak saaf logon par tohmat lagaate hain."{11108}

"3" ALLAAH Ta'ala ko hilm (gusse ke bajaaye narmi se kaam lena) bahot pasand hai."{Ibne maaja:4188}

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (262nd day)_

daily-quran-hadees-20th-zeeqadah-1447-hijri-8th-may-2026

daily-quran-hadees-20th-zeeqadah-1447-hijri-8th-may-2026

daily-quran-hadees-20th-zeeqadah-1447-hijri-8th-may-2026



Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.