Assalamalikum Wr Wbr

TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Saturday, May 2, 2026

Daily Quran Hadees 14th Zeeqadah, 1447 Hijri ,2nd May, 2026

A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh 

Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

☀ 2nd May, 2026
14th Zee-qada, 1447 Hijri.


"1"  Woh musalmaan jis ki (logon ko) maaf karne ki aadat thi, woh jannat mein jaane ka haq-daar hai."{Kanzul ummaal:7015}

"2" Woh shakhs (kaamil) imaan waala nahin ho sakta , jo pet bhar kar khaaye aur us ka padosi bhooka rahe."{Sho'abul imaan: 5660}

"3" Achchhe akhlaaq gunaahon ko is tarah pighla dete hain, jis tarah paani baraf ko pighla deta hain."{Tabraani kabeer:10777}

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (256th day)_

daily-quran-hadees-14th-zeeqadah-1447-hijri-2nd-may-2026

daily-quran-hadees-14th-zeeqadah-1447-hijri-2nd-may-2026

daily-quran-hadees-14th-zeeqadah-1447-hijri-2nd-may-2026



Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.