A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 22nd April, 2026
3rd Zee-qada, 1447 Hijri.
"1" Momin ke marne ke baad jin aamaal aur nekiyon ka sawaab us ko
milta rehta hai, un mein se ek aisa ilm hai jo kisi ko sikhaaya aur
phailaaya ho."{Ibn-e-maaja:242}
"2" Jis qaum mein sood aam ho jaata hai, us mein paagal pan ki beemaari
phail jaati hai."{Al kabaair liz zahabi:1/61}
"3" (Jaasooson ki tarah) kisi ke aib maaloom karne ki koshish na
karo."{Bukhaari:6064}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (246th day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.




.jpg)


No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.