A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 13th March, 2026
23rd Ramazan, 1447 Hijri.
"1" Jis mein shak wa shuba ho us ko chod kar us cheez ko ikhtiyaar
karo jis mein shak wa shuba na ho."{Nasai: 5711}
"2" Makr wa fareb aur dhokaadahi ka anjaam jahannam hai."{Shoabul
imaan:6978}
"3" Jo koi apne gusse ko rokega , ALLAAH Ta'ala qayaamat ke din us se apne
azaab ko rokega."{Sho'bul imaan:7958}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (206th day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.





.jpg)


No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.