A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 31st March, 2026
11th Shawwaal, 1447 Hijri.
"1" ALLAAH Ta'ala pareshaan-haal ki madad ko pasand farmaate
hain."{Sho'abul imaan: 7657}
"2" Yaqeenan aadmi gunaahon ki wajah se rizq se mahroom kar diya jaata
hai."{Musnade ahmad:22413}
"3" Tamaam logon ke saath achchhe akhlaaq se pesh aao."{Tirmizi:1987}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (224th day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.





.jpg)


No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.