Jisne Fajr se pehle (Farz ) roze ki niyat Nahi ki uska roza nahi
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jisne Fajr hone se
pahle roze ki niyyat nahi ki to uska roza nahi hoga (Niyyat Dil ke irade ka
naam hai , zuban se ada karne wali niyat kisi bhi hadith se sabit nahi)
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا جس نے فجر ہونے سے پہلے روزے
کی نیت نہ کی اس کا روزہ نہیں ہو گا
سنن ابو داوود جلد ٢، ٦٨٢-صحیح
रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया जिस ने फज्र होने से पहले
रोज़े कि नियत नहीं की तो उसका रोज़ा नहीं होगा
(नियत दिल के इरादे का नाम है , जुबान से अदा करने वाली नियत किसी भी हदीस से
साबित नहीं है)
सुनन अबू दावूद , जिल्द 2, 682 सही
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said There is no fast for the one who
does not intend (to fast) before dawn.
Sunan Abu Dawud , Jild 2, 682-Sahih



.jpg)


No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.