Assalamalikum Wr Wbr

TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Wednesday, November 26, 2025

Daily Quran Hadees 4th Jamadi-us-saani , 1447 Hijri 26th November, 2025

A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh 

Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

☀ 26th November, 2025
4th Jamadi-us-sa'ani, 1447 Hijri.

"1"  Jis ne pahaad se gir kar Khudkushi ki woh jahannam mein hamesha hamesh girta rahega."(Bukhaari:5778)

"2" Tum gawaahi ko mat chhupaao aur jo shakhs gawaahi ko chhpaaye, bila shubah us ko dil gunehgaar hoga aur jo amal bhi tum karte ho Allah Ta'ala use khoob jaanta hai."(Sura-e-Baqarah:283)

"3" Jo banda (kisi Ko) maaf kar deta hai, Allah us ke badle mein us ki izzat badha deta hai."(Muslim:6757)

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (98th day)_

daily-quran-hadees-4th-jamadi-us-saani-1447-hijri-26th-november-2025

daily-quran-hadees-4th-jamadi-us-saani-1447-hijri-26th-november-2025

daily-quran-hadees-4th-jamadi-us-saani-1447-hijri-26th-november-2025



Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.