Assalamalikum Wr Wbr

TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Monday, August 25, 2025

Daily Quran Hadees 30th Safar, 1447 Hijri 25th August, 2025

A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai

Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

☀ 25th August, 2025
30th Safar, 1447 Hijri.

"1"  Jis shakhs ki koi beti ya behan ho aur woh us ko na toh zinda dafan kare aur na us ko zillat ke saath rakhe aur un ke saath waisa hi bartaao kare jaisa ke apne beton ke saath karta hai, toh ALLAAH Ta'ala us ko jannat mein daakhil karega."{Abu daawood:5146}

"2" Woh shakhs jannat mein daakhil nahin hoga jis ka padoosi us ki takleefon se mahfooz na ho."{Muslim:181}

"3" Bukhl aur imaan kabhi kisi bande ke dil mein ek saath jama nahein ho sakte."{Nasai:3110}

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (340th day)_

daily-quran-hadees-30th-safar-1447-hijri-25th-august-2025

daily-quran-hadees-30th-safar-1447-hijri-25th-august-2025

daily-quran-hadees-30th-safar-1447-hijri-25th-august-2025



Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.