Assalamalikum Wr Wbr

TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Saturday, February 22, 2025

Daily Quran Hadees 23rd Shabaan,1446H 22nd February, 2025

A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai

Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

☀ 22nd Feburary, 2025
23rd Shabaan, 1446 Hijri

"1"  Tum jahaan kahin raho, ALLAAH se darte raho."{Tirmizi:1987}

.

"2" Jis aadmi mein 3 cheezein hongi ALLAAH Ta'ala us ko apni rahmat mein le lenge aur us ko jannat mein daakhil karenge :(1) kamzoron ke saath narmi karna , (2) waalidain ke saath maherbaani karna, (3)  gulaaamon (naukar chaakar) ke saath ehsaan karna ."{Tirmizi:2494}

"3" Murdon ko gaali mat do kyun ke is se us ke zinda rishtedaaron ko takleef pahonchegi."{Tirmizi:1982}

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (186th day)_

daily-quran-hadees-23rd-shabaan1446h-22nd-february-2025

daily-quran-hadees-23rd-shabaan1446h-22nd-february-2025



daily-quran-hadees-23rd-shabaan1446h-22nd-february-2025



Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.